Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki tum apne charnon mein rakh lo mujh ko tumhaare charnon ka phool hoon main main sar jhukaye khadi hoon pritam main sar jhukaye khadi hoon pritam ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki ye sach hai jeenaa tha paap tum bin ye paap maine kiya hai ab tak magar hai mann mein chhabi tumhari magar hai mann mein chhabi tumhari ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki phir aag birhaa ki mat lagaanaa ke jal ke main raakh ho chuki hoon ye raakh maathe pe maine rakh li ye raakh maathe pe maine rakh li ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki
chhupaana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata hey hey hey aha aa aa aa hatheli par tumhara naam likhte hain mitate hain hatheli par tumhara naam likhte hain mitate hain tumhi se pyaar karte hain tumhi se hi kyun chhupaate hain tumhi se hi kyun chhupaate hain zuban pe baat hai lekin sunaana hi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata mohabbat kaise karte hain koi to hum ko samjhaaye mohabbat kaise karte hain koi to hum ko samjhaaye kahin aisa na ho ke pyaar bin umr kat jaaye pyaar bin umr kat jaaye tumse milne ka koi bahaana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata chori chori chupke chupke tum ko dekha karte hain
chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata o chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata chhupne waale saamne aa aakhir tere naaz ki ye haar nahin to aur hai kya daud ke aana pass mere pyaar nahin to aur hai kya door khadi hairaan hai kya daant mein yun ungali na daba door khadi hairaan hai kya daant mein yun ungali na daba chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata chhupne waale saamne aa aa lipti hai dil se mere zulf teri bal khaayi huyi dekh raha hoon teri nazar apni nazar tak aayi huyi gaalon par zulfen na gira tu hai qayamat main hoon balaa gaalon par zulfen na gira tu hai qayamat main hoon balaa chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata o chhupne waale saamne aa chhup
chhupo na chhupo na chhupo na chhupo na chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na baanki raseeli baanki raseeli humaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na milne ko aaye hain milne ko aaye hain aakar milo nainon se naina milaakar milo dekho bano na na humko banaao roothi huyi ho to haan roothi huyi ho to ab maan jaao bholi suratiyaa bholi suratiyaa dikhaa do mohaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na kaisa suhaana samay hai dilaara bichhude huye bichhude huye do dilon ka sahaaraa kaisa suhaana samay hai dilaara bichhude hue do dilon ka sahaaraa aise mein aao aise mein aao zaraa gungunaati soyi huyi kismaton ko jagaati rum jhum bajaati ho bairi paijaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa
chidiyan choon choon karti hain tote taali bajaate hain chidiyan choon choon karti hain tote taali bajaate hain ye sab mere saathi hain mil kar shor machaate hain ki bolchhe bolchhe ki happy birthday to me ki bolchhe bolchhe ki happy birthday to me mera janamdin sabne manaya bhaalu bhi aaya kaalu bhi aaya mera janamdin sabne manaya bhaalu bhi aaya kaalu bhi aaya hatt jao sab raste se jungle ke raja aate hain chidiyan choon choon karti hain tote taali bajaate hain ye sab mere saathi hain mil kar shor machaate hain ki bolchhe bolchhe ki happy birthday to me ye kitne sundar ye kitne pyaare aise nahin kyun insaan saare ye kitne sundar ye kitne pyaare aise nahin kyun insaan saare ye bandar insanon ki dekho hansi udaate hain chidiyan choon choon karti hain tote taali bajaate hain ye sab mere saathi hain mil kar shor machaate hain ki bolchhe bolchhe ki happy birthday to me iss hirni ko sab kehte hain seeta hai raam haathi ravan ye cheeta iss hirni ko sab kehte hain seeta
bichhu mere naina badi zehareeli akkh maare kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare haaye bichhu mere naina badi zehareeli akkh maare kamsin kamariya saali ik thumke se lakh maare note hazaaron ke khulla chhutta karaane aayi husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi aayi chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayi jungle mein aaj mangal karungi bhookhe sheron se khelungi main makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le lungi main haaye gehre paani ki machhli hoon raja ghaat ghaat dariya mein ghoomi hoon main teri nazron ki leheron se haar ke aaj doobi hoon main hoye jaan leva jalwa hai dekhne mein halwa hai jaan leva jalwa hai dekhne mein halwa hai pyaar se paros doongi toot le zara yeh toh trailer hai poori film dikhane aayi husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayi aayi chikni
hmmmmmmmm hayeeee chikni chikni kanwal jaisi teri jawaani chhoo ke badan ko phisal jaaye paani dekha jo kudrat ne tujhko ho gayi deewani deewani deewani jitni ye bheege jale utni jawaani teri mohabbat ki hai ye deewaani aag bujha na sakega baadal ka paani ho paani ho paani haayeee ha jaise ambar se ha badle paani ke madira barasne lagi hai tera ho jaane ko tujh mein kho jaane ko chahat tarasne lagi hai ha jaise ambar se ha badle paani ke madira barasne lagi hai tera ho jaane ko tujh mein kho jaane ko chahat tarasne lagi hai doob gayi masti mein ritu suhaani haaye chikni chikni kanwal jaisi teri jawaani haaa aaaahhhhh chhoo ke badan ko phisal jaaye paani ha aaaaaaaa ha aaaaaaa aag bujha na sakega baadal ka paani ho paani ho paani ha jaise jal jal mein ha baadal baadal mein tu mujh mein main tujh mein khoyi tu hi tu hai bus main hi main hoon bus duniya mein aur nahin koi ha jaise jal jal mein ha baadal baadal mein tu mujh mein main tujh mein khoyi tu hi tu hai bus
khoob parda hai ke chilman se lage baithe hain saaf chhupte bhi nahin saamne aate bhi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman chilman uthegi nahin uthegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sunno sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki roshni milegi nahin sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki jalwon ki roshni milegi nahin tum udhar ho chilman ke roshni to chhan chhan ke aayegi aashiqon tak rukegi nahin taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom taa na na dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom dhoom dhoom taana dhoom taa na na dhoom sun lo tum chilman uthegi nahin jalwon ki jalwon ki roshni milegi nahin sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum sunno sunno sunno sunno sunno sunno tum
lal la la lala lal la la chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara hmm hmm aa haaa lala la kholi bhi chhin gayi hai benchen bhi chhin gayi hai sadkon pe ghumta hai ab carvaan humara jeben hai apni khaali kyun deta warna gaali wo santari humara wo paasbaan humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara aa haa haa haa haa jitni bhi buildingen thi sethon ne baant li hai footpath bambai ke hain aashiyaan humara sone ko hum kalander aate hain boribandar har ek coolie yahaan ka hai raazdaa humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm taalim hai adhoori milti nahin majoori maloom kya kisi ko dard e nihaa humara chin o arab humara patla hai haal apna lekin lahoo hai ghaada faulad se bana hai har naujawaan humara mil jul ke iss watan ko aisa sajaayenge hum hairat se munh takega saara jahaan
o re chhore ghuma di kaisi chaabi kismat ke hai taale khule o ri chhori teri wajah se poore saare mere iraade huye main ulat gaya main palat gayi dil yeh dobara gaya o ri chhori chichori o chhede hume chingam chabake main bhi chhora chhichhora chipak jaaun chumbak lagake dangerous hai badi jo chaahe wo kara le innocento pe ye chalaaye chaalu chhale o ri chhori chichori o chede humein chingam chabake aisa hi tha magar tune pahchana na mere goodness ko pehle thodi si sharm kar bilkul looser tha tu mujhse milne se pehle chhoro tu mhaaro chhe main bigad gayi o main sudhar gaya jab yeh ishara huaa o ri chhori chhichhori o chhede hume chingam chabake main bhi chhora chichora chipak jaaun chumbak lagake dangerous hai badi jo chaahe wo kara le innocento pe ye chalaaye chaalu chhale o ri chhori chhichhori o chhede humein chingam chabake neeyat hai bigdi si teri walking bhi talking bhi chakkar chalaye pehle thi angry si ab to openly public mein naache nachaye main samajh
hmmmmm chingaari koi bhadke chingaari koi bhadke to saawan usse bujhaaye saawan jo agan lagaaye usse kaun bujhaaye ho usse kaun bujhaaye patjhad jo baag ujaade wo baag bahaar khilaaye jo baag bahaar mein ujade usse kaun khilaaye ho usse kaun khilaaye hum se mat poochho kaise mandir tootaa sapnon kaaa hum se mat poochho kaise mandir tootaa sapnon kaa logon ki baat nahin hai ye kissaa hain apnon ka koi dushman thens lagaaye to meet jiyaa bahalaaye manmeet jo ghaav lagaaye usse kaun mitaaye naa jaane kyaa ho jaataa jaane hum kyaa kar jaate naa jaane kyaa ho jaataa jaane hum kyaa kar jaate peete hain to zindaa hain naa pite to mar jaate duniyaa jo pyaasaa rakhe to madiraa pyaas bujhaaye madiraa jo pyaas lagaaye usse kaun bujhaaye ho usse kaun bujhaaye maanaa toofaan ke aage nahin chaltaa zor kisi ka maanaa toofaan ke aage nahin chaltaa zor kisi ka maujon kaa dosh nahin hai ye dosh hai aur kisi kaa majhdhaar mein naiyyaa dole to maajhi paar lagaaye maajhi jo naav
titli daboch lee maine zindagi khayaal ki tere titli daboch lee maine zindagi khayaal ki tere saare jahaan ki rangat mutthi mein aa gayi mere zindagi khayaal ki tere hansta huya chaman dede shikave shikayaton ka tum daaman ghumon ko hi dede shhara ra ra ra ra aa ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra shara ra ra ra ra ra ra ra shhara ra ra ra ra aa ra ra ra ra ra ra galiyaan meri rangeen rangeen mehfil meri rangeen rangeen raste mere afsaane ummeedein hain rangeen rangeen deepak mere rangeen rangeen ummeedein hain deepak mere ummeedein hain parwaane zindagi khayaal ki tere hansta huya chaman dede shikave shikayaton ka tum daaman ghumon ko hi dede shhara ra ra ra ra aa ra ra ra ra ra ra ra ra kadmon pe ab rangeen rangeen baandh lee maine rangeen rangeen siskiyaan saari yaaro pyaasi aankhon rangeen rangeen mein bhar daali rangeen rangeen khwaahish ki nazrein yaaron zindagi khayaal ki tere hansta huya chaman dede shikave shikayaton ka tum daaman ghumon ko hi dede titli
duniya chale pichadi to main chalu agaadi sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi oh ho duniya chale pichadi to main chalu agaadi sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi simti mein leke jaaun aur sab ko main sikhaun kya duniya chale pichadi to main chalu agaadi sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi simti mein leke jaaun aur sab ko main sikhaun kya are kya rang roop hai kya chaal dhaal hai are kya rang roop hai kya chaal dhaal hai yeh lajawaab hai yeh bemisaal hai po po po pon pon po po pon pon pon pon pon pon po po po pon pon are naya naya saal hai naya naya maal hai mil jaaye koi chhori kaali ho chaahe gori mil jaaye koi chhori kaali ho chaahe gori chupke se chori chori bandhoon main dil ki dori simti mein leke jaaun aur sab ko main sikhaun kya aankhon mein rob hai pocket mein note hai are aankhon mein rob hai pocket mein note hai natkhat mizaaj hai rangeela koat hai soorat masoom hai neeyat mein khot hai payjama tang hai dheela langot hai aisa
chirag kiske ghar ka hai tu laal kis jigar ka hai kanwal hai kaun taal ka tu kis chaman ka phool hai chirag kiske ghar ka hai tu laal kis jigar ka hai kanwal hai kaun taal ka tu kis chaman ka phool hai chirag kiske ghar ka hai kisi ki neend todna ke maa ki god chhodna kisi ka man jhhinjhodna ye kaisa khel hai tera kisi ki neend todna ke maa ki god chhodna kisi ka man jhhinjhodna ye kaisa khel hai tera ye kaisa khel hai tera ye kya tera usool hai ye kya tera usool hai kanwal hai kaun taal ka tu kis chaman ka phool hai chirag kiske ghar ka hai kali ke paak roop mein tera janam mahan hai tu devta samaan hai sunayega jo tu mujhe kali ke paak roop mein tera janam mahan hai tu devta samaan hai sunayega jo tu mujhe sunayega jo tu mujhe wo faisla qubool hai wo faisla qubool hai kanwal hai kaun taal ka tu kis chaman ka phool hai chirag kiske ghar ka hai ulajh gayi hai aatma bata de aaj sach hai kya ke kaun laage tu mera oh nanhe munne devta oh nanhe munne devta tu kis ke
one two taa thayi thayi tat taa thayi thayi tat taa thayi te taa taa thayi te taa taa thayi te taa taa thayi te taa chit nandan aage nachungi chit nandan aage naa chit nandan aage nachungi chit nandan aage nachungi naach naach priya rasik rijhaun naach naach priya rasik rijhaun premi jan ko jachungi chit nandan aage nachungi chit nandan aage nachungi di di tak jhukat jhukat kuchh hal hal chandra chapan chapla chali atak kuchh uchaki kuch matak matak mukh manda mann mohan man maadho man mohan man maadho man mohan man maadho prem preet ka baandh ghunghra prem preet ka baandh ghunghra soorat ki kachni kachungi lok laaj kul ki maryada ya main ek na raakhungi piya ke palanga ja todungi piya ke palanga ja todungi meera par rag rachungi chit nandan aage nachungi chit nandan aage nachungi aage nachungi aage nachungi
chithi naa koi sandes hoooo oooooo chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye jahaan tum chale gaye iss dil pe lagaa ke thes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye ik aah bhari hogi humne naa suni hogi jaate jaate tumne aawaaz to di hogi har waqt yahi hai ghum uss waqt kahaan the hum kahaan tum chale gaye chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye jahaan tum chale gaye iss dil pe lagaa ke thes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye har cheez pe ashqon se likha hai tumhaara naam ye raste ghar galiyaan tumhen kar naa sake salaam haaye dil mein reh gayi baat jaldi se chhuda kar haath kahaan tum chale gaye chithi naa koi sandes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye jahaan tum chale gaye iss dil pe lagaa ke thes jaane wo kaun sa des jahaan tum chale gaye ab yaadon ke kaanten iss dil
chithi na koi sandesh hoooo chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye jahan tum chale gaye iss dil pe laga ke thes jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye ik aah bhari hogi humne na suni hogi jaate jaate tumne awaaz toh di hogi har waqt yahi hai ghum us waqt kahan the hum kahan tum chale gaye chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye jahan tum chale gaye is dil pe laga ke thes jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye har cheez pe ashkon se likha hai tumhara naam yeh raste ghar galiyaan tumhe kar na sake salaam haai dil mein reh gayi baat jaldi se chhuda kar haath kahan tum chale gaye chithi na koi sandesh jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye jahan tum chale gaye iss dil pe laga ke thes jaane woh kaun sa desh jahan tum chale gaye aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai bade dinon ke baad hum bewatnon ko yaad bade dinon ke baad hum bewatnon ko yaad watan ki mitti aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai upar mera naam likha hai ander ye paigaam likha hai o pardes ko jaane waale laut ke phir naa aane waale saat samander paar gaya tu humko zinda maar gaya tu khoon ke rishte tod gaya tu aankh mein aansoo chhod gaya tu kam khaate hain kam sote hain bahot jiyaada hum rote hain chitthi aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai sooni ho gayi shehar ki galiyaan kaante ban gayin baagh ki kaliyaan kehte hain saawan ke jhule bhool gaya tu hum nahin bhoole tere bin jab aayi deewali deep nahin
tu apne dil pe mera naam pata likh le kabhi yaad meri aaye to chitthi mujhe likhna ek doosre se koi kaam pad jata hai kaam pad jaye to chitthi mujhe likhna tu apne dil pe mera naam pata likh le kabhi yaad meri aaye to chitthi mujhe likhna ek doosre se koi kaam pad jata hai kaam pad jaye to chitthi mujhe likhna tu apne dil pe mera naam pata likh le kabhi yaad meri aaye to chitthi mujhe likhna ye daandiye wali raat hai ek raat ki ye mulaqaat hai ye daandiye wali raat hai ek raat ki ye mulaqaat hai is daandiye ki dandi se chot koi dil pe lag jaye to chitthi mujhe likhna is daandiye ki dandi se chot koi dil pe lag jaye to chitthi mujhe likhna ek doosre se koi kaam pad jata hai kaam pad jaye to chitthi mujhe likhna tu apne dil pe mera naam pata likh le kabhi yaad meri aaye to chitthi mujhe likhna sawan to pyaas mitata hai paani to aag bujhata hai sawan to pyaas mitata hai paani to aag bujhata hai sawan mein paani barasne se dil me kabhi aag lag jaye to chitthi mujhe
chitthiye pankh laga ke udd jaa gair de hath na aavin khair khabar lein aanvi adiye khair khabar lein jaan vi oooooooooooo ooooo ooooooo chitthiye ni dard firak waaliye lai jaa lai jaa sandeda sone yaar da o lai jaa lai jaa sandesha sone yaar da tainu waasta aye dil di pukaar da chitthiye dard firak waaliye lai jaa lai jaa sandeda sone yaar da o lai jaa lai jaa sandesha sone yaar da pale vich ag de angaare nahin lukde hooo ooooo ooooooo pale vich ag de angaare nahin lukde ishq te mushq chhupaaye nahin chhup de phir bhi ye raavaaan phir bhi ye raaz jaan jaati hai duniyaa honthon pe laga le chaahe taale koi chup de honthon pe laga le chaahe taale koi chup de hoooo ooooo ooooo butha pathraan de ugdaa aye pyaar da chitthiye chitthiye chitthiye dard firak waaliye lai jaa lai jaa sandeda sone yaar da o lai jaa lai jaa sandesha sone yaar da oooooooooooooo aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aave na vichhoda koi bichhade na yaar se hooooooooooooo aave na vichhoda koi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhupa Lo Yun Dil Mein Mamta (1966) 03:32 20292
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Ashok Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20292   

Chhupaana Bhi Nahin Aata Baazigar (1993) 07:01 18714
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Siddharth, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:01   Song Number : 18714   

Chhupne Waale Saamne Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:03 11896
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Ameeta
Duration : 03:03   Song Number : 11896   

Chhupo Na Chhupo Na Meri Behen (1944) 03:02 41002
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:02   Song Number : 41002   

Chidiyan Choon Choon Jyoti (1981) 07:07 37669
 
Poster of Jyoti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 07:07   Song Number : 37669   

Chikni Chameli Agneepath (2012) 05:04 17055
 
Poster of Agneepath (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Ajay Atul
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 05:04   Song Number : 17055   

Chikni Chikni Kanwal Jaisi Teri Jawaani Mahaguru (1985) 05:11 36940
 
Poster of Mahaguru (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 05:11   Song Number : 36940   

Chilman Uthegi Nahin Kisna (2005) 08:39 37645
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Ismail Darbar
Duration : 08:39   Song Number : 37645   

Chin O Arab Humara Phir Subha Hogi (1958) 03:33 13953
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 13953   

Chingam Chabake Gori Tere Pyaar Mein (2013) 04:01 32938
 
Poster of Gori Tere Pyaar Mein (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Anvita Dutt
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Imran Khan, Kareena Kapoor
Duration : 04:01   Song Number : 32938   

Chingari Koi Bhadke Amar Prem (1971) 05:59 20295
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:59   Song Number : 20295   

Chinnamma Chilakamma (Titli Daboch Lee) Meenaxi (A Tale of Three Cities) (2004) 05:41 13622
 
Poster of Meenaxi (A Tale of Three Cities) (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sukhwinder Singh
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 05:41   Song Number : 13622   

Chinta Ta Ta Chita Chita Rowdy Rathore (2012) 04:25 16585
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Mika Singh, Wajid
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Prabhu Deva
Duration : 04:25   Song Number : 16585   

Chirag Kiske Ghar Ka Hai Tu Ek Nari Ek Brahmachari (1971) 05:32 15590
 
Poster of Ek Nari Ek Brahmachari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kalyani
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:32   Song Number : 15590   

Chit Nandan Aage Nachungi Do Kaliyan (1968) 02:27 14397
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 02:27   Song Number : 14397   

Chithi Na Koi Sandesh Dushman (1998) 06:40 20297
 
Poster of Dushman (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Arora, Kajol
Duration : 06:40   Song Number : 20297   

Chithi Na Koi Sandesh (Long Version) Dushman (1998) 09:39 32509
 
Poster of Dushman (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Arora, Kajol
Duration : 09:39   Song Number : 32509   

Chitthi Aayee Hai Naam (1986) 07:30 13809
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas, Chorus
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:30   Song Number : 13809   

Chitthi Mujhe Likhna Pratikar (1991) 05:18 36868
 
Poster of Pratikar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 36868   

Chitthiye Henna (1991) 05:46 13331
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashwini Bhave
Duration : 05:46   Song Number : 13331